samajh se pare hai, pyar me kya jurm kar diya !
Jisko hansi di, usne hi aankhen nam kar diya !!
Arsa beet gaya hai, Ab to apni mulakat ko !
Phir bhi bhul nahi pa raha dil, har ek baat ko !!
har pal sochta hu, kaash bhul jaun us aakhiri raat ko !
Jis din ruswa kiya, khud aur uske jajbaat ko !!
mitane ko koshish ki thi, maine tamam ehsaanso ko !
par kya koi mita sakta hai, zinda apni saanso ko !!
tum khush raho hamesha, yahi khwahish hai hamari !
intezaar karegi meri banhe, ta umra tumhari..!!!!